Hello friends,
Broken Links Kya Hote Hai Broken Links Kaise Check Kare :- Aaj ke article me mai aapko Broken link ke baare me btaunga ki broken links kya hote hai, kaise create hote hai, kaise hum broken links ko check kar skte hai aur inko fix krna kyo jruri hota hai to friends aap article ko last tak read kare mai aapko smjhane ki poori kosis krunga. to chliye dosto shuru krte hai.
Dosto Broken links blog aur website par bhhut bura asar pdta hai aur is se humare blog website ke visitors ko jyada problem hoti hai aur visitors aapke blog website ko chhod kar jaa bhi skte hai. is se blog website ke trafic par bhi bura asar pdta hai isliye aap apne blog website ki broken links ko check kare aur unhe remove krte rahe. to chaliye jaan lete hai ki broken links kya hote hai aur kaise Inko check kare.
Broken Links Kya Hote Hai Broken Links Kaise Check Kare |

Broken Link Kya Hai :-
friends broken link ka mtlb Kharab link hota hai. jab koi blogger article likhta to vah apne article me kuch purane post ke link deta hai taaki visitor naye article ke saath saath un puraane article ko bhi read kar sake. lekin bhhut baar hota hai ki hum un article ko delete kar dete hai ya unki link ko change kar dete hai. ab un posts ka link change ho jaata hai aur user article read krte huye purane post pdhte hai to 404 Error show hota hai. ise hi broken links khhte hai.
Broken Link Kaise Bante Hai :-
Friends jaise maine aapko upar btaya ki jab hum kisi article ko publish krte hai aur us article ko kisi reason se delete ya uska link change kar dete hai to vah uska broken link ban jaata hai aur jab koi visitors us link par click krta hai to use 404 Error ka message show hota hai. ise hi brokan links ya dead links khhte hai.
Broken Links Check Kaise Kare :-
Friends blog website ke broken links check krne ke liye internet par bhhut se free tools aur website available hai jinki madad se aap broken links ko aasaani check kar skte hai aur unhe fix kar skte hai. kyoki inko fix karna bhhut jruri hai kyoki yeh website blog par bura asar daalti hai aur blog ki traffic bhi loss hoti hai. isliye broken links ko check krna bhhut importanr hota hai.
friends mai aapko broken links check krne ke 2 Sbse best free tools ke baare me btaunga. jis se aap aasaani se broken links find kar skte hai.
Friends aapko sbse phle www.brokenlinkcheck.com par jaana hai aur apne blog website ka url enter krna hai aur Find broken Links par click kar dena hai. kuch hi time me aapke saamne broken links hogi ab aapko broken links ko remove krna bhhut jruri hai.
Broken Links Ko Remove Aur Fix Kaise Kare :-
Mai aapko broken links remove/fix krne se phle yeh jaan le ki broken links ko remove krna kyo jruri hai. Friends broken links ke kaarn humare blog website ki traffic km ho jaati hai. google us article ko search me nhi laata hai aur blog article ki ranking niche jaane lag jaati hai aur Apne blog website par galat asar pdhta hai. isliye broken links ya dead links ko remove krna bhhut jruri hota hai.
Broken links ko remove krne ka sbse best trika hai ki aap us links ko kisi aur page par redirect kar de taaki aapke visitors ko aaapki website ko aasaani se visit kar paayenge aur unhe 404 error ka message show nhi hoga.
To friend aap aaj ke article me jaan gye honge ki broken links kya hote hai, broken links kaise check kate hai aur inko remove kaise kar skte hai. agar aapko article pasand aaya to apne dosto ke saath share jrur kare.
Thanks For Visit.
Post a Comment
Please Don't Enter Any Spam Link In Comment Box