Freelancing Kya Hai Freelancing Se Paise Kaise Kamaye Full Details In Hindi

Hello Friends,
Freelancing Kya Hai Freelancing Se Paise Kaise Kamaye Full Details In Hindi

Kaise ho aap sabhi mai umeed krta hu ache honge. Dosto aaj ke article un logo ke liye hai jo online work krke paisa kamana chahte hai. vaise to internet par income krn ke liye bhhut se trike hai jinse aap paise kama skte hai. jaise website bnakr, youtube par videos publish krke, affiliate marketing etc se aap ache paise kama skte hai.

Lekin mai aapko aaj ke article me aapko Freelancing ke baare me btaunga. agar aap internet se paise kamana chahte hai to freelancing bhi best option hai. isme aap kam time me work krke jyada paise kama skte hai. to friends aaj ki post me mai aapko Freelancing ki puri jaankri dunga isliye article ko last tak read kare.

Freelancing Kya Hai

Friends Freelancing ek online service hai jis par aap apna account create krke dusre logo ka kaam krke paise kama skte hai. Muze lgta hai aap smz nhi paaye honge. isliye mai aap ek example dekr smjhata hu maan lijiye friend koi bhi person hai usko video editing krvaani hai aur aapko video edit krna bhhut ache se aata hai to aap us person se video editing ka order lekr usko video edit krke de dete hai to uske badle me vah person aapko paise deta hai. ise hi freelancing khhte hai. friend maine aapko video editing ka example diya hai freelancing me bhhut se kaam hote hai aap jisme expert hai vo kaam bhi aap kar skte hai.

Top 5 Freelancing Sites 

Friends vse to internet par freelancing ke bhhut se sites available hai lekin mai aapko Top 5 Freelancing sites bta rha hu. jo is parkaar hai.

1. Freelancer 

2. Fiverr

3. Upwork

4. Peopleperhour

5. 99designs

Freelancing Me Aap Kon Se Work Kar Skte Hai

Dosto aap isme apne skills ke anusaar aap kuch bhi wrok kar skte hai. mai aapko niche kuch main work bta rha hu jis se aap kam time me work krke ache paise kama skte hai.

1. Photo Editing

2. Video Editing

3. Logo Designing'

4. Content Writing

5. Web Designing

6. Website Making

7. Graphic Designing

8. Accouting & Marketing Service

9. Web Developing

10. Software Development

Friends inke alawa bhhut se kaam hai jo freelancing me kiye jaate hai. lekin maine aapko kuch popular works ke baare me btaya hai inme aap work krke ache paise kama skte hai.

Freelancing Se Paise Kaise Kamaye 

Jaise maine aapko btaya ki aap dusre ke work krke paise kama skte hai. aap Photo editing, video editing, logo designing ka work aap krenge uske badle me aapko paise milenge. aur friend agar aap jitne km time me apne client ko work krke denge. utne hi jyada aapki income honge. freelancing me depend krta hai aapki work ki performance kaise hai agar aapki performance jitni achi hogi aapko utne hi order jyada milenge.

Freelancing Kaise Start Kare 

Dosto ab jaan gye honge ki freelancing kya hoti hai aur is se kaise aap paise kama skte hai. freelancing me kon konse work krne hote hai. to ab jaan lete hai kaise freelancing start kar skte hai aur kya kya baate jruri hoti hai aur saath hi aapko jaldi grow krne ke tips bhi btaunga.

Friends freelancing shuru krne se phle hume kuch importanr kaam krne hote hai jo log bina kisi tyaari ke freelancing start krte hai to yeh unke liye sahi nhi rhhta hai isliye freelancing krne se phle tyari kar le. aur fir freelancing start kare.

  1. Sbse phle ( Bio ) Apne baare me likhe aap jitna acha likhenge utna hi jayada aapko kaam milega
  2. Aap apni Ek professional look waali photo set kare.
  3. Aap apne Skills ki limit set kar le.  lekin dhyan rahe ki price naa bhhut jayada ho aur naa hi bhhut kam.
  4. Aur sbse main aap time ka jrur dhyan rkhe kyoki isme time ka bhhut role hota hai. agar aapko koi client koi kaam deta hai to use agar aap time par pura kar lete ho to vah aapko aur jayada order dega aur is se aapki income increase hogi isliye aap apne work ke anusaar time management karna sikh le.
Ab aap freelancing ke baare me jaan gaye honge freelancing kaise start kare au kaise freelancing se paise kama skte hai. To friends kaisa laga aaj ka article comment krke hume btaye aur share jrur kare.

Thanks For Visit.

2 Comments

Please Don't Enter Any Spam Link In Comment Box

  1. Great article very nice helpful
    http://www.ruhankumar.com/2018/12/freelancer-kya-hai-paise-kaise-kamaye.html

    ReplyDelete

Post a Comment

Please Don't Enter Any Spam Link In Comment Box

Post a Comment

Previous Post Next Post