Blogger Website Ke Comment Box Me Link Kaise Add Kare |
Hello Dosto,
Blogger Website Ke Comment Box Me Link Kaise Add Kare : Aaj ke article me mai aapko btaunga ki aap kaise Blog website ke comment box me link add kar skte hai. Yeh sawal New Blogger internet par search krte rhte hai. Visitors aapse kai baar ase sawal krte hai jo aap phle article likh chuke to hum comment ke through us article ka link de skte hai. comment box me link dene se visitor us article ko read karega. aur aapke blog par traffic increase hogi. aur agar hum comment me link share krte hai to vah visitor us post ko read nhi kar paayega aur aapke blog website ko ignore kar dega. agar aap comment box me us article ki link de dete hai to aapke visitor ko article read krne me aasaani ho jaayegi.
Friends ab mai aapko Comment box me link share krne ke fyada bta deta hu.
Blog Website Ke Comment Box Me Add Krne Ke Fayde :-
- Sbse phla Fyda to aapke Blog ki Ranking Improve hogi.
- Backlinks milenge.
- Blog Website ki traffic Increase hogi.
Blog Website Ke Comment Box Me Link Kaise Add Kare :-
1] Sbse Phle Niche Diye huye Code Ko copy kar le.
Post a Comment
Please Don't Enter Any Spam Link In Comment Box