Apne Blog Ke Liye Terms & Conditions Page Kaise Banaye

Hello Dosto ,
Apne Blog Ke Liye Terms & Conditions Page Kaise Banaye 

Apne Blog Ke Liye Terms & Conditions Page Kaise Banaye  :-
Agar aap Naye Blogger hai aapke pas Blog Website hai aur aap Blog se paise kamana chahte hai to yeh article aapke liye hai. Friends Blog website par agar aap adsense se paise earn krna chahte hai to Kuch pages banane hote hai kyoki agar hum apne blog website ke liye yeh pages nhi banye to hume adsense ka approval nhi milta hai. Maine aapko apni ek post me bataya tha ki Privacy Policy page kaise banate hai yeh kyu jruri hota hai jisme se ek page terms & conditions ka bhi banana hota hai. kyoki hume is page me apne blog se judi information likhi jaati hai jaise Jo content aap apne blog par publish kar rhe ho vo khud ka hai ya fir kisi aur ka, Blog website secure hai ya nhi, aapki website illigal to nhi etc ke baare me likha jaata hai.


To friends sikh lete ki kaise hum apne blog ke liye Terms & Condition page bana skte hai. Step By Step

Apne Blog Ke Liye Terms & Conditions Page Kaise Banaye 

Step 1. Sbse phle aap Termsfeed.com par jaaye.

Step 2. Iske baad Aapke Saamne Kuch option Khul jaayenge. usme se aap Generate Terms & Conditions par click kare.

Step 3. Start The Terms & Conditions Generator par click kare.
Step 4. Iske baad aapke saamne ek  form open hoga use fill kare.

  • General Information Me Website Ko select kare.
  • Agar Visitors aapke blog par account create kar skte hai to Yes Kare nhi NO Kare.
  • Iske baad Next Step par click kare.

Step 5. 

  • Business Information Me aap apni website ka url daale.
  • Apni website ka name enter kare.
  • iske baad I'm an Individual select kare.
  • Apni Country & State select kare.
  • aur Next Step par click kare.

Step 6.
  • Agar aap apne blog website ke through koi bhi product sell krte ho to Yes kare Nhi No kare.
  • Agar Koi visitor aapke blog website par Galat language ka istemaal krta hai to aap use Terminate kar skte hai isliye Yes Kare.
  • No par click kare. 
  • Yadi aap Terms & Conditions bdlte hai to aap visitors ko kitne din phle notice denge. 30 day notice par click kare.
  • Ab No par click kare.
  • Aur Next Step par click kar de.

Step 7. 

  • Apni email Id Enter kare.
  • Aur Fir Generate My Terms And Conditions par click kare.
  • Ab aapke saamne Terms & Conditions open ho jaayegi.
  • Ise copy kar le.

Friends copy krne ke baad aapko ise blog website par add krna hai to chaliye ise Add kar lete hai.


Step 8. 
  • Sbse Apne Blogger ke dash board me jaaye.
  • Pages par click kare.
  • New Pages par click kare.
  • Ab Title me Terms And Conditions daale.
  • Jo Terms And Conditions aapne copy kiya tha use title ke niche editor box me paste kar de.
  • aur last me Publish par click kar de.
To dosto is parkar aap apne blog ke Terms And Conditions ka page aasani bana skte hai. agar abhi aapko Terms And Conditions page banane me problem aati hai to comment krke hume pooch skte hai. Aur kaisa laga aaj ka article comment krke btaye aur share jrur kare.

Thanks For visit.

Please Don't Enter Any Spam Link In Comment Box

Post a Comment

Please Don't Enter Any Spam Link In Comment Box

Post a Comment (0)

Previous Post Next Post