PC & Laptop me High Security lock kaise lagaaye - Jaane hindi me

Hello Friends 
Technical card website par aaj aapko btane jaa rha hu ki  kisi bhi Computer ya Laptop me Lock ya Security kaise lagaaye. 

Jaisa ki aap sbhi jaante hai ki hum apne Computer me lock ya security nhi hone par aapke PC ko koi bhi bina aapki jaankari ke use karne lag jate hai. agar aapke PC me koi Important Docoments , Pictures, videos ya Files hoti hai to aap apne PC ko akela nhi rakh skte hai. To isliye aapko apne PC ko Lock rakhne ke liye aapko usme Security lagaane ki jarurat hogi to aayiye jaante hai ki apne PC me High Security lock kaise lagaaye.


PC me High Security lock kaise lagaaye - Jaane hindi me





Step 1. PC me high Security lagaane ke liye aapko apne PC ko open karle. open karne ke baad aapko Start baton par jakar Control panel par click kar de.



Step 2. Click karne ke baad aapke saamne nayi window open hogi. jisme apko kai saare option dikhayi dete hai. lekin aapko User Accounts par click kar dena hai.



Step 3. User Accounts par click karne ke baad aapke saamne nayi window open hogi. jisme aapke saamne anek option honge likin aapko keval Create a password for your account par click kar de.



Step 4. Click karne ke baad apke samne jo nayi window open hogi. usme aap apni ichaa ke anusar koi bhi High Security wala password lagaa skte hai.



Password lagaane ke baad Create Password par click kar de.jiske baad aapke PC Lock ho jaayegaa.

jisse ki aapka PC secure ho jayegaa or aapko koi tenson nhi hogi. fir aapka PC aapki ichaa ke bina koi bhi use Use nhi kar paayegaa. jisse ki aapko dhayaan rhegaa. or aapki ichaa ke bina koi aapke Important Docoments , videos , photos  & other koi bhi file ko nhi dekh paayegaa. 

Dosto aap is parkar apne PC me High Security lock lagaa skte hai. 

agar yah post apko passand aaya ho to Comment Kare ttha Share kare. 

Jai Hind Jai Bhart !!!

Please Don't Enter Any Spam Link In Comment Box

Post a Comment

Please Don't Enter Any Spam Link In Comment Box

Post a Comment (0)

Previous Post Next Post