Hello Friends,
kaise ho aap sab, ache hi honge. dosto mai aapke liye aaj nyi post jisme aapko btaunga ki Free me custom domain kaise lete hai vo bhi poore 12 months ke liye chaliye dosto shuru krte hai.
Dosto vse to bhhut saari website hai jo free me domain deti hai lekin me aaj aapke liye bhhut best site lekr aaya hu jiski service bhi bhhut achi hai. dosto is Website ka naam Freenom.com hai is website se hum .tk .ml domain free me le skte hai to aaiye jaante hai ki freenom.com website se free me domain kaise lete hai.
2. Is Website par jaane ke baad aap domain search bar me jaakr domain ki availability ko check kare.
3. uske baad aapke saamne domain names aa jaayenge usme kisi ek choose krke get it now par click
kre.
4. Get it now par click krne ke baad Checkout par click kare
5. Checkout par click krn ek baad agle page me domain time ko 12 months free choose kare aur continue par click kar de.
6. uske baad dosto aapko account sign up krna pdega vo aap google, facebook se attach kar ke account bna skte hai email address ko verify krva kar kar skte ho.
7. Gmail verity krnre ke baad aapko apni details ka ek form flip krna pdega. form flip krne ke baad complete order par click kar de.
8. Complete order par click krne ke baad ek dusra page khul jaayega usme order confirm ho gya hai aur thodi der me aapko confirmation ka email aa jayega.
kaise ho aap sab, ache hi honge. dosto mai aapke liye aaj nyi post jisme aapko btaunga ki Free me custom domain kaise lete hai vo bhi poore 12 months ke liye chaliye dosto shuru krte hai.
Dosto vse to bhhut saari website hai jo free me domain deti hai lekin me aaj aapke liye bhhut best site lekr aaya hu jiski service bhi bhhut achi hai. dosto is Website ka naam Freenom.com hai is website se hum .tk .ml domain free me le skte hai to aaiye jaante hai ki freenom.com website se free me domain kaise lete hai.
Free Me Custom Domain Kaha Se buy kare
1. dosto sbse phle aapko Freenom.com ki official website par jaaye.2. Is Website par jaane ke baad aap domain search bar me jaakr domain ki availability ko check kare.
3. uske baad aapke saamne domain names aa jaayenge usme kisi ek choose krke get it now par click
kre.
4. Get it now par click krne ke baad Checkout par click kare
5. Checkout par click krn ek baad agle page me domain time ko 12 months free choose kare aur continue par click kar de.
6. uske baad dosto aapko account sign up krna pdega vo aap google, facebook se attach kar ke account bna skte hai email address ko verify krva kar kar skte ho.
7. Gmail verity krnre ke baad aapko apni details ka ek form flip krna pdega. form flip krne ke baad complete order par click kar de.
8. Complete order par click krne ke baad ek dusra page khul jaayega usme order confirm ho gya hai aur thodi der me aapko confirmation ka email aa jayega.
To dosto aap smz gye honge ki free me custom domain kaise buy kar skte hai. agar aapko koi problem aati hai to comment kre aur share krna naa bhoole.
Post a Comment
Please Don't Enter Any Spam Link In Comment Box