Kisi Mobile Ki Location Kaise Pata Kare Jaane hindi me - Best Method

Hello friends
Dosto aaj main aapko btaunga ki kisi bhi mobile ki location kaise pta kare. aapko Internet par ya Playstore par bahut saare application mil jaayenge jo ki aapko location ke baare me mil skte hai. Lakin ve sbhi application aapko location ki koi bhi jaankari nhi btate hai. Agar aapka mobile kahi par bhi khoo jata hai to aapko use dhudhne me bahut preshaani hoti hai. or aap bahut preshaan ho jate hai.


Aaj main aapko isi ke baare me btane wala hu. lekin bahut saare app apko Free ya paid mi jate hai lakin aapko ve aapke mobile ki location nhi bta paate hai. jin app se aap preshaan ho skte hai. main aapko btaynga ki sahi mobile location app ko kaise install kare. to aayiye jante hai -


Mobile location kaise pata kare - jaane hindi me -




Mobile number ki location pata karne ke lie sabse best location app jisse aap apni location pata kar skte hai. agar aapka mobile kaha par khoo jaye to bhi aap Is app ki madad se apne mobile ki location ko dekhkar dundh skte hai. Isliye ye app aapke liye madadgaar ho skte hai.

sbse phle app palystore me jakar aap is mobile tracking app ko install kare. 


Location pata karne ke do tarah se pata kar skte hai .



App 1.   Find My Device  

yah app find my device ke naam se hai. is app se bhi aap apne mobile ki location pata kar skte hai. 
is app me aap apni Gmail Account se login karke apne mobile ki location jaan skte hai. 
ye app mobile tracking ke liye acha kaam karta hai. yeh app best option hai.




App 2.  Mobile Tracking 

Is app ko aap play store se install kar skte hai.is app ka use aap kisi bhi Register mobile number ko location dekh skte hai.
Is app ko use karna aapke liye aacha sabit ho skta hai. yeh app bhi mobile tracking ke liye best option hai. 
Is app ko install karne ke baad language select karke mobile no. aur password lgakar register kar skte hai.





Dosto to aap is parkar kisi bhi mobile ki location pata kar skte hai. aur apna khoya hoya mobile phone ki location pata kar skte hai. 

Dosto agar aapko yah post pasand aayi ho to Comment kare or Share kare. 

Jai hind Jai bharat  !!!

2 Comments

Please Don't Enter Any Spam Link In Comment Box

Post a Comment

Please Don't Enter Any Spam Link In Comment Box

Post a Comment

Previous Post Next Post