Hello Friends,
Dosto aapne Truecaller app ka naam to suna hi hoga aur aapne apne smartphone me install bhi kiya hoga truecaller hume unknown number ki jaankari deta hai truecaller app apne mobile me install krne ke baad jab apne mobile par unknown number se call aata hai to truecaller hume us number ki jaankri dikha deta hai.
Dosto aapne kbhi socha to hoga hi ki truecaller kaam kaise krta hai.agar aapko nhi pta ki yeh kaam kaise krta hai to ye article poora pdhe.
Truecaller mobile me install karne ke baad jab bhi aapke mobile unknown number se call aati hai tab screen par uas person ki jaankari aapke samne rakh deta hai jaise naam or location isse aap uas vyakti ko identify kar skte ho.
truecaller ki website www.truecaller.com par jakar bhi aap kisi bhi mobile ki jankari prapt kar skte hai
* Social Media - Truecaller number ko social media par search krta hai social media jaise Facebook, twitter in par jis number se account bna hota hai to hume truecaller bata deta hai.
* Contact/ Phonebook - truecaller aap ko jab apne mobile me install krte hai to truecaller humare phone me save sbhi number ko read krta hai aur use apne database me save kar leta hai aur hume unknown number jaankri de deta hai.
* Truecaller App - jab hum truecaller app ko download krte hai aur us par account bnaate hai to truecaller apni details ko save kar leta hai.
Dosto ab aap jaan gye hoge ki truecaller kaise kaam karta hai.
Dosto kaisa laga aaj ka humara article comment krke hume btaye aur is post ko jayada se jyada share kare taaki yeh jaankari sbhi ke pas phuch ske.
Dosto aapne Truecaller app ka naam to suna hi hoga aur aapne apne smartphone me install bhi kiya hoga truecaller hume unknown number ki jaankari deta hai truecaller app apne mobile me install krne ke baad jab apne mobile par unknown number se call aata hai to truecaller hume us number ki jaankri dikha deta hai.
Truecaller Kya Hai Aur Yeh Kaise Kaam Krta Hai Full Guide In Hindi |
Truecaller mobile me install karne ke baad jab bhi aapke mobile unknown number se call aati hai tab screen par uas person ki jaankari aapke samne rakh deta hai jaise naam or location isse aap uas vyakti ko identify kar skte ho.
truecaller ki website www.truecaller.com par jakar bhi aap kisi bhi mobile ki jankari prapt kar skte hai
Truecaller kaise work karta hai -
jab humare phone par unknown number se call aati hai tb truecaller hume us number ki details humre mobile ki screen par show kar deta hai to aap ase sochte honge ki truecaller humari telecom company se mobile number ki details pata krke hume deta hai to aapka sochna bikul galat hai humari jo telecom company ( airtel, idea) vo sirf Government Agency ko hi deta hai aur kisi other comapny ko nhi. Truecller hume kisi bhi number jaankari kaise deta hai vo me niche aako btaunga iska trika bhhut hi simple hai to aaiye jaante hai* Social Media - Truecaller number ko social media par search krta hai social media jaise Facebook, twitter in par jis number se account bna hota hai to hume truecaller bata deta hai.
* Contact/ Phonebook - truecaller aap ko jab apne mobile me install krte hai to truecaller humare phone me save sbhi number ko read krta hai aur use apne database me save kar leta hai aur hume unknown number jaankri de deta hai.
* Truecaller App - jab hum truecaller app ko download krte hai aur us par account bnaate hai to truecaller apni details ko save kar leta hai.
Dosto ab aap jaan gye hoge ki truecaller kaise kaam karta hai.
Dosto kaisa laga aaj ka humara article comment krke hume btaye aur is post ko jayada se jyada share kare taaki yeh jaankari sbhi ke pas phuch ske.
Post a Comment
Please Don't Enter Any Spam Link In Comment Box