Instagram par business page kaise banaye : How to make business page On Instagram. Dosto aaj ki post me main aapko btaunga ki aap kaise apne instagram account me Business page bana skte hai aur apni instagram profile ko business account me convert kar skte hai.
|
Instagram Par Business Page Kaise Banaye In Hindi Latest Method |
Dosto instagram profile ko business page me badalne ke liye aapke pas Ek facebook page hona jruri hai. agar aapke pas facebook page hai to achi baat hai aur agar nhi hai to ek facebook page bana le. agar aapko facebook page create krna nhi aata to aap humare is article ko read kare aur facebook page bana le.
Instagram Par Business Page Kaise Banaye article ko poora read kare kyoki m aapko step by step batane waala hu.
Instagram Par Business Page Kaise Banaye ( How To make Instagram Business Page )
Step 1. Sbse phle apne instagram account ko open kare. Open krne ke baad aapko right side me upar ki tarf 3-Line icon show hoga us par jaaye aur setting par click kare.
|
Instagram Par Business Page Kaise Banaye In Hindi Latest Method |
Step 2. Iske baad Switch To Business Account Par click kare.
|
Instagram Par Business Page Kaise Banaye In Hindi Latest Method |
Step 3. Switch to business account par click krne ke baad aapke saamne instagram business tool open ho jaayega aur continue par click kare.
|
Instagram Par Business Page Kaise Banaye In Hindi Latest Method |
Step 4. Continue par click karne ke baad apne business account ki category choose kare aur next par click kare.
|
Instagram Par Business Page Kaise Banaye In Hindi Latest Method |
Step 5. Next par click krne ke baad Apni contact information daale.
|
Instagram Par Business Page Kaise Banaye In Hindi Latest Method |
- Apna Business Email Address enter kare.
- Contact Number daale.
- Apne Business ka address enter kare.
Step 6. Iske baad aapko apne business profile ko facebook pages ke connect kare aur
choose page par click kare.( Is step ko aap skip bhi kar skte hai.)
|
Instagram Par Business Page Kaise Banaye In Hindi Latest Method |
Step 7. Facebook se connect krne ke baad aap apna Facebook page ki list open ho jaayegi usme se jo aap page add krna chahte use choose kare aur Done par click kare.
|
Instagram Par Business Page Kaise Banaye In Hindi Latest Method |
Step 8. Iske baad aapka Page aapki business profile se linked kar diya jaayega. Fir aap Go to Profile par click krke apni Business profile ko dekh skte hai.
|
Instagram Par Business Page Kaise Banaye In Hindi Latest Method |
To dosto i hope aapke smz aa gya hoga ki aap kaise apni instagram profile ko Business profile me convert kar skte hai. agar aapko Instagram Par Business Page banane me problem aati hai to aap hum se comment krke pooch skte hai.
friends kaisa laga aaj ka article comment krke btaye aur apne dosto ke saath jarur share kare.
Thanks For Visit.
Bina Facebook page ke business account ban skta h ky
ReplyDeletehaa bana skte hai agar aap facebook page se connect nhi krna chahte hai to "Don't connect to facebook" par click karke vse bhi bna skte ho
DeletePost a Comment
Please Don't Enter Any Spam Link In Comment Box