Blogger Blog Me Favicon Icon Kaise Add Kare Hindi Me Step By Step

Hello Friends
Blogger Blog Me Favicon Icon Kaise Add Kare : Blog ko professional banane ke liye website icon hona jaruri hai bina favicon ke website ka look bekar lagta hai. Website par icon lagane ke baad aapke visitor aapki website ko jyada pasand karte hai.
Blogger Blog Me Favicon Icon Kaise Add Kare Hindi Me Step By Step
Jab hum kisi blog ya website ko open karte hai to browser ke link bar me hme left side me uper ki tarf website ka iocn show hota hai vhi website ka favicon hota hai. Jisse hamare blog ko aasani se pahchan skta hai. isliye aaj ke artical me main aapko blogger blog me favicon add karne ke baare me bataunga. isliye is artical ko poora read kre.

Favicon kya hai or yah blog ke liye kyu important hai

Favicon website ko pahchane ke liye hota hai or yah hamari website ke logo ke tarah important hota hai. Jab hum kisi website ko browser me open karte hai to browser ke top me website name ke sath website icon bhi show hota hai ise hi favicon kahte hai.

Blogger Blog Me Favicon Icon Kaise Add Kare

Blogger Blog Me Favicon Icon add karne ke liye sabse pahle blogger.com par jakar login kare.

Step 1. sabse pahle aap favicon.cc website par jakar aapni website ke liye ke ek acha icon bna lijiye.
Website ka icon ka size 16*16 , 32*32 hona chaahiye. jyada size hone par icon show nhi hoga or agar show hoga to sahi nhi lagega. isliye aap diye gye size ka hi favicon create kre. Blogger blog me favicon ka size 100kb se jyada nhi hona chaahiye.
  1. Sabse pahle apne blogger ke dashboard me jaaye.
  2. Ab layout option par click kare
  3. Ab favicon ke samane edit option par click kare.
Blogger Blog Me Favicon Icon Kaise Add Kare Step By Step
Blogger Blog Me Favicon Icon Kaise Add Kare Hindi Me Step By Step

Step 2.
 Ab aapke samne ek popup window open hogi

  1. Choose flie par click karke apne pc me jo icon create kiya tha vo select kre.
  2. Or choose karne baad save par click kijiye.
Blogger Blog Me Favicon Icon Kaise Add Kare Hindi Me Step By Step
Save par click krne ke baad aapke blogger blog me favicon lag jaayega. To friends is parkar aap apne blog me favicon laga skte hai.

Please Don't Enter Any Spam Link In Comment Box

Post a Comment

Please Don't Enter Any Spam Link In Comment Box

Post a Comment (0)

Previous Post Next Post