Hello Friends, Aaj ki post me hum jaanenge ki "Affiliate Marketing Kya Hota Hai Aur Affiliate Marketing Se Income Kaise Krte Hai."
Friends vse to blog se paise kamane ke bhhut se trike hai Jaise - Adsense ya koi other paid services. Lekin friends hum Affiliate Marketing se bhi bhhut achi income kar skte hai.
Is me aap bina rupiye invest kiye lakho rupiye kama skte hai. bhhut se log to kma bhi rhe hai.
Affiliate Marketing Se aap bhhut achi income kar skte hai . Aaj ke time me online bhhut companies hai jinke affiliate program hai, aap unke affiliate program se jud kar bhhut acha paisa earn kar skte hai.
Is article ko poora read kare kyoki m aapko btaunga ki Affiliate Marketing Kya Hai Aur Is se kaise income kar skte hai.
Affiliate Marketing Kya Hai Aur Affiliate Marketing Se Income Kaise Kare |
Friends vse to blog se paise kamane ke bhhut se trike hai Jaise - Adsense ya koi other paid services. Lekin friends hum Affiliate Marketing se bhi bhhut achi income kar skte hai.
Is me aap bina rupiye invest kiye lakho rupiye kama skte hai. bhhut se log to kma bhi rhe hai.
Affiliate Marketing Se aap bhhut achi income kar skte hai . Aaj ke time me online bhhut companies hai jinke affiliate program hai, aap unke affiliate program se jud kar bhhut acha paisa earn kar skte hai.
Is article ko poora read kare kyoki m aapko btaunga ki Affiliate Marketing Kya Hai Aur Is se kaise income kar skte hai.
Affiliate Marketing Kya Hai
Affiliate Marketing ka matlb hota hai ki kisi bhi online company ke Affiliate program ko join karke unke products ko blog ya kisi bhi social networking website jaise facebook, instagram etc ke through sell karvana jiske badle me company aapko sell kiye huye product par commission deti hai. Affiliate Marketing Online paise kamane ka bhhut acha tarika hai. Aaj ka jamana Internet ka hai. sbhi log online shopping krte hai Fir chahe vo electronics saamna ho ya fir fashion, food etc.
Aaj ke time hum kisi bhi products ko buy karte hai to uske baare me internet par research karte hai aur jaha hume vo achi price me milta hai vaha se hum use buy krte hai.
Affiliate Marketing Kaise Kaam Krta Hai
Jab kisi company ko apna products bechna hota hai. to ve apna Affiliate program shuru krti hai.
Phir jab koi us program ko join krta hai to company apne product ka links deti hai jise hum apne blog/website ya social networking sites ke jriye share krke products ko sell krvate hai.
jab koi aapke blog/website par aayega aur product ko dekhega aur click krke use buy krega tab uske badle me company commisiom deti hai.
Top Affiliate Marketing Companies
- Amazon
- Flipkart
- Snapdeal
- Ebay
- Click Bank
Affiliate Marketing Krne Ke Liye Kya Chahiye
Affiliate Marketing ke liye aapke pas ek asa platform ho jaha par aapke bhhut saare visitor ho. Agar aapke pas Blog/Website hai jin par bhhut acha traffic aata hai use aap Affiliate Marketing ke liye kaam me le skte hai. aur agar aap ke pas blog ya website nhi to aap social networking website ke through products share krke paise earn kar skte hai.
Affiliate Marketing Kaise Kare
Friends agar aap Affiliate Marketing se paise kamana chahte hai to uske liye aapko us website par Affiliate account banana hoga. jis website par aap Affiliate Marketing krna chahte hai. India me bhhut asi website hai jinka Affiliate program hai. Jaise Amazon, Snapdeal, Flipkart, Ebay, Click Bank etc
Viral Jatt
ReplyDeletePost a Comment
Please Don't Enter Any Spam Link In Comment Box