Android Mobile Me Bina Antivirus Ke Virus Kaise Remove Kare

Hello Friends
Android Mobile Me Bina Antivirus Ke Virus Kaise Remove Kare
Android Mobile Me Bina Antivirus Ke Virus Kaise Remove Kare

Android Mobile Me Bina Antivirus Ke Virus Kaise Remove Kare : Aaj ke article m aapko btaunga ki aap kaise bina antivirus ke apne android phone se virus ko remove kar skte hai aur virus ko apne phone me aane se kaise rok skte hai.

Mobile me ek baar virus aa jaata hai to humara mobile phone hang hone lag jaata hai aur apne mobile ko reset kar dete hai jisse apne mobile ka poora data jaise photos, videos, music, games aur personal data delete ho jaate hai. isliye aaj m aapko ek asa trika btaunga jis se aap bina kisi antivirus se apne mobile ko virus se bacha skte hai aur iske liye apna mobile phone reset krne ki jrurat bhi nhi pdegi.

Bs aap in steps ko follow kare aur Apne mobile me virus aane se safe kar skte hai.

Android Mobile Me Bina Antivirus Ke Virus Kaise Remove Kare

Step 1. Mobile phone se virus remove karne ke liye sbse phle mobile Setting me jaaye aur Google Par click kare.
Android Mobile Me Bina Antivirus Ke Virus Kaise Remove Kare, Mobile phone se virus kaise hataye, mobile se virus kaise delete kare
Android Mobile Me Bina Antivirus Ke Virus Kaise Remove Kare
Step 2. Iske baad Google option me jaakr Security par click kare.

Android Mobile Me Bina Antivirus Ke Virus Kaise Remove Kare, Mobile phone se virus kaise hataye, mobile se virus kaise delete kare
Android Mobile Me Bina Antivirus Ke Virus Kaise Remove Kare

Step 3.  Ab Google Play Protect Option par click kare.

Android Mobile Me Bina Antivirus Ke Virus Kaise Remove Kare, Mobile phone se virus kaise hataye, mobile se virus kaise delete kare
Android Mobile Me Bina Antivirus Ke Virus Kaise Remove Kare
Step 4. Iske baad Aapke 2 option milenge unhe enable kar le. ( Niche screenshot me dekh skte hai.)
Android Mobile Me Bina Antivirus Ke Virus Kaise Remove Kare, Mobile phone se virus kaise hataye, mobile se virus kaise delete kare
Android Mobile Me Bina Antivirus Ke Virus Kaise Remove Kare

Bs ye 2 option enable krne ke baad aapke mobile me virus kbhi nhi aayega aur agar kisi app ke through aapke mobile me virus aa jaata hai to google aapko notification de dega aur us app ko uninstall kar skte ho.

Is method se aap bina kisi third party apps downlaod kiye bina virus ko delete kar skte hai aur apne smartphone me virus aane se rok skte hai.

Dosto kaisa laga aaj ka article comment krke btaye aur share jarur kare.

Thanks For Visit.

Please Don't Enter Any Spam Link In Comment Box

Post a Comment

Please Don't Enter Any Spam Link In Comment Box

Post a Comment (0)

Previous Post Next Post