Hii Friends,
Reliance Jio ne jab sbse sasta 4G phone launch krne ka ellan kiya tha tab bhhut logo ne jio phone ke aane se phle hi pre booking krni start kar di thi aur jab jio phone market me aaya tab logo ne is phone ke features dekhe ko mile jo ek smartphone me hote hai lekin jio phone me whatsapp naa hone ke kaaran hume thoda bura laga lekin agar aap jio phone me whatsapp use krna chahte hai to is post me aapko jio phone me whatsapp kaise install kare ke baare me btaunga.
Jaisa ki aap jaante hai ki hume jio phone me whatsapp company ke dwara nhi diya gya mtlb abhi tak jio phone ke liye whatsapp officially launch nhi hua hai. Lekin friends aaj mai aapko ek ase method ke baare me btaunga jis se aap apne jio phone me bhi whatsapp use kar paayenge vo bhi bina kisi problem ke. iske liye aapko koi 3rd party app download krne ki jrurat nhi hai.
Reliance jio phone ek feature smartphone hai. jio smartphone me hume bhhut se feature milte hai jaise isme hum Tv, music etc ka maza le skte hai aur ek baat aur is phone ko hum voice command se bhi chala skte hai.
Jio Phone me whatsapp ko kaise install kiya jaaye yeh itna aasaan nhi hai bhhut se log jio phone me whatsapp istemaal nhi kar paate lekin agar aap is post ko poora read kare to aap aasani se jio phone me whatsapp use kar paayenge. m aapko jio phone me whatsapp chalane ke liye step by step btaunga aap in steps ko follow kare.
Step 1. Sbse phle apne jio phone me browser open kare aur type kare www.browserling.com aur search kare.
Step 2. Search krne baad aapke saamne bhhut se browser khulenge usme chrome ya Firefox choose kare.
Step 3. iske baad website URL me web.whatsapp.com daale aur search kare.
Step 4. search krne ke baad aapke saamne ek QR code aa jaayega ise zoom kar le zoom krne ke liye aap 3 number key use me le skte hai.
Step 5. ab aapko ek dusre smartphone ki jarrat pdegi jisme aapko whatsapp download krna hai aur jis number se whatsapp chalana chahte hai us number se account bnaye.
Step 6. Account banane ke baad whatsapp open kare aur whatsapp web par click kare click krne ke baad smartphone ka camera open ho jaayega.
Step 7. ab aap jis smartphone me whatsapp account banaya tha us se jio phone me opened QR code ko scan kare.
Step 8. Qr code ke scan hote hi aapke jio phone me whatsapp chal jaaeyga.
To friends is parkaar aap Jio phone me whatsapp use kar skte hai. dosto kaisa laga aaj ka humara article comment krke jrur btaye aur aapko jio phone me whatsapp chalane me koi problem aati hai to hume pooch skte ho.
Thanks for visit.
Reliance Jio ne jab sbse sasta 4G phone launch krne ka ellan kiya tha tab bhhut logo ne jio phone ke aane se phle hi pre booking krni start kar di thi aur jab jio phone market me aaya tab logo ne is phone ke features dekhe ko mile jo ek smartphone me hote hai lekin jio phone me whatsapp naa hone ke kaaran hume thoda bura laga lekin agar aap jio phone me whatsapp use krna chahte hai to is post me aapko jio phone me whatsapp kaise install kare ke baare me btaunga.
Jio Phone Me Whatsapp Kaise Download Kare In Hindi |
Reliance jio phone ek feature smartphone hai. jio smartphone me hume bhhut se feature milte hai jaise isme hum Tv, music etc ka maza le skte hai aur ek baat aur is phone ko hum voice command se bhi chala skte hai.
Jio Phone Me Whatsapp Kaise Download Kare
Jio Phone me whatsapp ko kaise install kiya jaaye yeh itna aasaan nhi hai bhhut se log jio phone me whatsapp istemaal nhi kar paate lekin agar aap is post ko poora read kare to aap aasani se jio phone me whatsapp use kar paayenge. m aapko jio phone me whatsapp chalane ke liye step by step btaunga aap in steps ko follow kare.
Step 1. Sbse phle apne jio phone me browser open kare aur type kare www.browserling.com aur search kare.
Step 2. Search krne baad aapke saamne bhhut se browser khulenge usme chrome ya Firefox choose kare.
Step 3. iske baad website URL me web.whatsapp.com daale aur search kare.
Step 4. search krne ke baad aapke saamne ek QR code aa jaayega ise zoom kar le zoom krne ke liye aap 3 number key use me le skte hai.
Step 5. ab aapko ek dusre smartphone ki jarrat pdegi jisme aapko whatsapp download krna hai aur jis number se whatsapp chalana chahte hai us number se account bnaye.
Step 6. Account banane ke baad whatsapp open kare aur whatsapp web par click kare click krne ke baad smartphone ka camera open ho jaayega.
Step 7. ab aap jis smartphone me whatsapp account banaya tha us se jio phone me opened QR code ko scan kare.
Step 8. Qr code ke scan hote hi aapke jio phone me whatsapp chal jaaeyga.
To friends is parkaar aap Jio phone me whatsapp use kar skte hai. dosto kaisa laga aaj ka humara article comment krke jrur btaye aur aapko jio phone me whatsapp chalane me koi problem aati hai to hume pooch skte ho.
Thanks for visit.
Post a Comment
Please Don't Enter Any Spam Link In Comment Box