Hello Friends
Blogger Draft Kya Hai ? Draft Mode Enable Kaise Kare ? Use Kaise Kare ? :- Agar Aapki Website blogger hai to yeh article aapke liye bhhut important hai kyoki aaj ke article me mai aapko Draft Blogger ke baare me btaunga ki Draft Blogger kya hota hai. Ise Enable kaise Krte hai aur kaise Iska use kiya jaata hai.
Friends Blogger ko Blogger se related har information pta hona chaiye. isliye aaj mai aapko Draft Blogger ke baare me full details me btaunga.
Dosto aapne Dekha hoga ki jab hum apne blog ke dashboard me jaate hai to hume Settings me User settings me draft ka option dekhne ko milta hai. aapne dekha to hoga lekin us par itna dhyan nhi diye honge. isliye aaj mai aapko is article me blogger draft ke baare me btaunga.

Draft Blogger Kya Hai :-
Draft Blogger, Blogger ka hi Beta Version hota hai. Mtlb agar mai aapko sidhi language me btau to Agar jab kabhi blogger me koi update aati hai to sabe phle Draft blogger ko di jaati hai. phle us update ki tasting ki jaati hai aur iske baad normal blogger ko update diya jaata hai. Draft Blogger ki shuruaat 2007 me ki gyi thi.
Blogger Draft Ko Enable Kaise Kare :-
Friends Blogger Draft ko enable krna bhhut hi simple hai. agar aap blogger draft ko enable krna chahte hai to aapko kuch extra features mil jaayenge aur jab ki koi blogger ke liye update aayegi to vah sbse phle aapko milegi. mai aapko niche Blogger Draft enable krne ka trika bta rha hu iske liye kuch steps hai unhe follow kare.
Step 1. Sbse phle Blogger Dashboard me jaaye.
Step 2. Iske Baad Settings Par click kare.
Step 3. Ab aapko User Settings par click krna hai.
Step 4. Ab aapko General me Use Blogger Draft Ka option milega.
Step 5. Is option me aapko No milega use Yes Krna hai aur Save settings par click kar dena hai.
Agar aapke Nhi smz aaya to aap niche Screen shot me dekh skte hai.
Blogger Draft Use Kaise Kare :-
To friends aap upar btaye huye trike se blogger draft enable kar skte hai. iske baad ab mai aapko Ise use kaise krte hai ke baare me btaunga. Friends Blogger draft ka use krna bhhut hi aasaan hai. iske liye aapko alag se kuch nhi krna bas aap blogger draft ko enable kar dijiye aur iske baad blogger me koi bhi update aayegi ya koi new feature add hoga to sabse phle aap us feature ko use kar paayenge.
mtlb blogger ki trf se aapko koi bhi update aayegi vo sbse phle aapko milegi.
Blogger Draft Ke Fayde Aur Nuksaan :-
Friends mai aapko blogger draft ke kuch fayde aur nuksaan ke baare bta rha hu dhyan se read kare.
- Blogger draft me hume normal blogger se jayada features milte hai.
- Jab koi new update aayegi to vah sbse phle Blogger draft me available hogi. agar aap blogger draft use krte hai to us update ko aap sbse phle use kar skte hai.
- Blogger draft me jo bhi features hote hai vo testing ke liye hote hai agar aap draft blogger use karte hai to uska sidha asar aapke blog par hota hai.
- Aur friend blogger draft ke new features use krne ke baad aapke blog ki ranking par bura asar pad skta hai kyoki jo feature aap blogger draft me use karte hai vo sirf testing ke liye hai.
dosto aaj ka article "Blogger Draft Kya Hai ? Draft Mode Enable Kaise Kare ? Use Kaise Kare ?" kaisa laga comment krke jrur btaye aur share krna naa bhoole.
Thanks For Visit.
Post a Comment
Please Don't Enter Any Spam Link In Comment Box