Blog Me Web Push Notification (Bell Notification) Kaise Lagaye |
Blog/website me web puch notification kaise add kare : Hello Friends aaj ke article me mai aapko btaunga ki aap kaise apne blog par Web Push Notification laga skte hai aur Apni website par traffic kaise increase kar skte hai to friends article ko poora read kare.
Blog me Push Notification enable kar lene se aap apne blog website par subscriber bdha skte hai. popular website facebook, instagram etc web puch notification ka use krte hai. koi bhi new update notification send krte hai aur user website ko open krta to is se website par visitors bdhte hai.
Web Push Notification (Bell Notification) Kya Hai
Jab koi kisi blog website ko visit krta hai to use website ke dwaara notification milta hai jie hum allow kr lete hai allow se hume jab bhi us website par koi update aayegi to hume vo direct apne mobile ya pc me mil jaayegi. jis se visitors us website par active rhenge. aur traffic bhi increase hoga.
Aap bhi apne blog website par push notification add kar skte aur apne blof website par traffic laa skte hai aur apne subscriber bdha skte hai. to friends aayiye jaante hai ki kaise hum apne Blog par web push notification add kar skte hai.
Aur is post me Mai aapko PushEngage Web push notification service ke baare me btaunga jo lagbag sabhi browser ko support krti hai. to aap step by step read kare.
Web Push Notification (Bell Notification) Kaise Lagaye
Step 1. Sbse phle PushEngage Par Free Account Create kar le. Aap Free account se 2500 Subscriber ko hi web push notification send kar paayenge.
PushEngage Par Account Banane ke liye Click kare. PushEngage Register. Aur Sign up For free par click kare.
Step 2. Email Address, Website ka url, Sub domain Aur password enter kare aur register par click kar de.
PushEngage Par Account Banane ke liye Click kare. PushEngage Register. Aur Sign up For free par click kare.
Blog Me Web Push Notification (Bell Notification) Kaise Lagaye |
Step 2. Email Address, Website ka url, Sub domain Aur password enter kare aur register par click kar de.
Blog Me Web Push Notification (Bell Notification) Kaise Lagaye |
Blog Me Web Push Notification (Bell Notification) Kaise Lagaye |
Blog Me Web Push Notification (Bell Notification) Kaise Lagaye |
Iske liye sbse phle apne blogger Dashboard me jaaye uske baad template >> Edit HTML par click kare aur coding me Ctrl+F se </Head> find kare aur uske niche Code paste kar de aur Save theme par click kar de.
Blog Me Web Push Notification (Bell Notification) Kaise Lagaye |
Dosto kaisa laga aaj ka article comment krke hume btaye aur share jarrur ka
Thanks For Visit.
Nice
ReplyDeletethanks
DeletePost a Comment
Please Don't Enter Any Spam Link In Comment Box