Hello Friends
1. Card Number type kare.
2. Card ki expiry date enter kare.
3. Cvv no. enter kare.
4. iske baad Link card par click kar de.
Friends agar aap card add nhi krna chahte h to step ko skip kr skte hai.
Step 6.
iske baad apne paypal account ko verify kar le. verify krne ke liye "confirm Your Email Address" par click kare.
Dosto Aapne Paypal Ka naam to suna hi hoga agar aapne nhi suna to m aaj aapko btaunga ki paypal kya hai aur Paypal account kaise banate hai aur pay pal account ko banane me kya cheej chahiye hoti hai to dosto article ko poora read kare is post me aapko m paypal ke baare me jaankari dunga.
Paypal Kya Hai Aur Paypal Account Kaise Banaye In Hindi Full Guide 2018 |
# Paypal Kya Hai
Paypal ek trrh ka international bank hai hum ise wallet bhi khh skte hai. Friends International Payment krne ya other country se paise mangwaane ke liye paypal ka use kiya jata hai.
# Paypal Account Banane ke Liye Kya Chahiye
Dosto agar aap Paypal ka account banana chahte hai to aapke pas Email Id, Pan Card, Bank Account Or Debit & Credit card hona bhhut jruri hai. agar yeh Cheej aapke pas hai to aap paypal account bana skte hai.
# Paypal Account Kaise Banaye
Paypal par acconut banane ke liye post me di huyi steps ko follow kare.
Step 1.
Sbse phle aap Paypal ki official website par jaaye aur Sign up For Free par click kare.
Step 2.
Iske baad category choose kare aur Next par click kare.
Step 3.
Next par click krne ke baad Aapke saamne page khulega usme details daale.
1. Country select kare.
2. Apna Email address enter kare.
3. Password choose kare.
4. Password re-enter kare.
Aur iske baad Continue par click kare.
Step 4.
Continue par click krne ke baad sign up form open ho jaayega use flip kare.
1. Apna Name Type kare.
2. Last Name enter kare.
3. Apni Date of birth daale.
4. Nationality choose kare.
5. Apna Address enter kare.
6. Apni city aur state enter kare.
7. Apne area pin code enter kare.
8. Poilcy ko tick kare.
9. Iske baad Agree and Create Account par click kare.
Step 5.
iske baad Apne paypal account me Credit card ya Debit card add kar skte hai.
Paypal Kya Hai Aur Paypal Account Kaise Banaye In Hindi Full Guide 2018 |
1. Card Number type kare.
2. Card ki expiry date enter kare.
3. Cvv no. enter kare.
4. iske baad Link card par click kar de.
Friends agar aap card add nhi krna chahte h to step ko skip kr skte hai.
Step 6.
iske baad apne paypal account ko verify kar le. verify krne ke liye "confirm Your Email Address" par click kare.
Paypal Kya Hai Aur Paypal Account Kaise Banaye In Hindi Full Guide 2018 |
friends is parkar aapka paypal account ban gya hai ab aapke pas ek account verify ke liye email aayega email account ko open karke account verify kar le.
Friends "Paypal Kya Hai Aur Paypal Account Kaise Banaye" article kaisa laga comment krke hume btaye aur agar aapko Paypal account banane me problem aati hai to comment krke pooch skte hai.
Thanks For Visit.

Post a Comment
Please Don't Enter Any Spam Link In Comment Box