My Jio App Me Linked Number Ko Delete Kaise Kare in hindi

Hello friends,
Dosto Aaj ki post me m Aapko btaunga ki My jio App me Linked Number ko Delete kaise karte hai.
My Jio App Me Linked Number Ko Delete Kaise Kare in hindi
My Jio App Me Linked Number Ko Delete Kaise Kare in hindi
Dosto My Jio App me hum Apne Jio Number ke saath Bhhut se Jio number linked rkh skte hai aur unki Call details, recharge history Plans, Account settings dekh skte hai. mtlb dosto agar aapke no. ko koi user aap se otp pooch kr aapke Number add kr leta hai to aapke number ki sabhi details uske pas chali jaati hai. user aapki call details ko check kar skta hai to is se bachne ke liye apne jio account ko dusre ke phone me se kaise remove krte hai ya kaise logout kar skte hai. Is Article ko poora read kare. mai aapko Step by step btaunga ki apne Account ko kasie remove kar skte hai.

My Jio App Me Linked Number Ko Delete Kaise Kare  :-


Step 1. Iske liye sbse phle aapko apna My Jio App open krna hoga.

Step 2. Open krne ke baad Left side me Uper ki Trrh Menu ( 3 Lines ) Button Par click kare.


Step 3. Fir Settings par jaaye aur Manage Accounts par click Kare.


Step 4. Manage Accounts par click krne ke baad aapke saamne ek page khulega jisme vo saare Number ya Account aa jaayenge jo usme Login honge jise aap delete krna chahte hai use aap Delete icon par click karke remove kr skte  hai.

Iske baad aapke Number us mobile ke myjio app se delete ho jaayega.

Is parkar aap My jio App me linked number ko remove ya delete kar skte hai. dosto kaisa laga aaj ka humara article comment krke hume btaye  aur apne friends ke saath jrur share kare.

Please Don't Enter Any Spam Link In Comment Box

Post a Comment

Please Don't Enter Any Spam Link In Comment Box

Post a Comment (0)

Previous Post Next Post