My blogger Friends Kya Aap jaante hai ki aap Blog me google search Box add krke bhi paisa kma skte hai. To mai Khunga Haa kma skte hai. Google hume Yeh service deta hai ki Hum Search Box se earning Kar skte hai. Dosto ab aap soch rhe honge ki is se kaise paise kma skte hai to mai aapko btata hu.
Friends jab aap apne blog me Google search box add kar lete hai to aapke visitors us search box me kuch bhi search krte hai to Search result me jo ads Show hoti hai aur un ads par jo click krta hai to aapko unhi ke paise milte hai. to aaiye jaante hai ki hum kaise Apne Blog me Google Custom Search engine Add kar skte hai.
Step 4. Iske baad custom search engine successfully create ho chuka hai. aap apne Search ko modify kr skte hai uske liye Control Panel option par click kare.

Blog Me Google Custom Search Engine Kaise Lagaye In Hindi 2018 |
Blog me Google Custom Search Engine Add krne ke Fayde :-
1. Google Custom Search Engine Add krke aap Paise Kma Skte hai.
2. Aapke Visitors ko Apne Pasand ke Topic Khojne se Aasani Hogi.
3. Jab Koi Google Search Engine me Search krega to aapki Income Hogi.
Google Custom Search Engine Kaise Banate Hai
Step 1. Sbse phle Aap Google par jaaye aur Google Custom Search Engine Search kare aur Phle Link par click kare.
Step 2. Website par jaane ke baad apna account Sign in kare aur Add option Par click kare.
Step 3. Fir Aapke saamne Ek form Khulega use flip kare.
1. Apni Site ka URL daale.
2. Language select kare.
3. Search Engine ka naam enter kare.
4. Fir Create par click kr de.
Step 4. Iske baad custom search engine successfully create ho chuka hai. aap apne Search ko modify kr skte hai uske liye Control Panel option par click kare.
Step 5. iske baad Look & Feel option par click kare aur Theme choose kar le aur iske baad Save & Get Code par click kare.
Step 6. Ab aapke saamne Ek Html Code show hoga Use Ctrl + C key se copy kar lijiye.
Google Custom Search Engine Ko Blog Me Kaise Add Kare :-
Step 1. sbse Phle apne Blogger ke Dashboard me jaaye aur Layout par click kare.
Step 2. Layout me jaane ke baad jaha bhi aapko Custom search box show karvana hai vaha Add widget par click kare.
Step 3. iske baad HTML/Java Script ko click karke Vo Code paste karke Save button par click kar de.
Friends Ab aapke Blog par Google Custom Search Engine add ho chuka hai. Dosto kaisa laga aaj ka Article Comment krke Hume btaye aur Share jrur kare. Agar aapke mann me koi Is article ke liye kuch poochna chahte hai to comment krke pooch skte hai.
Thanks For Visit.
Post a Comment
Please Don't Enter Any Spam Link In Comment Box