Blog Me Apne Article Ko Chori Hone Se Kaise Bachaye 2018

Hello Friends,

Aaj ka humara topic blogging se related hai.  Jab Hum Apne Blog Ya website par Post/Article Publish krte hai to kuch user ase hote hai jo unhe copy krke apne blog ya website par daal lete hai mtlb sidhi si baat ki vo apne article/post ko chori kar lete hai. Dosto Ek post likhne me bhhut mehhnat lagti hai lekin kuch user blog par publish Article ko copy krke unhe apne blog par daal lete hai. Jis se hume Nuksaan Hota hai ise Copyrighting khhte hai. isliye aaj mai aapko ek trika btaunga jis se aap apne Content ko chori hone se bachaa skte hai.

aap wordpress aur blogger par Right Click Disable krke apne content ko chori hone se bacha skte hai.


Blog Me Apne Article Ko Chori Hone Se Kaise Bachaye  2018
Blog Me Apne Article Ko Chori Hone Se Kaise Bachaye  2018 

Right Click Disable Krne Ka Fayda :-

Dosto Right Click Disable krne se koi bhi user aapke Content ko copy nhi kar paayega kyoki isme Text Select Krne ka option block ho jaata hai. isme user text ko sirf read kar paayega. is se aap apne content ko safe rkh paayenge.

Blogspot Blog Par Article Copy Paste Kaise Disable Kare 2018 (Step By Step) :-

Step 1.

Sbse Phle Niche Diye Huye Code Ko Select Kare aur Copy Kare.



Step 2. Copy krne ke baad aap Blogger ke Dashboard me jaakr Layout par click kare.


Step 3.
  Ab aapke Saamne aapke Blog ka poora layout open ho jaayega usme aap Add a Gadget par kare fir aapke saamne ek pop up window open hogi usme HTML/Java script choose kare.




Step 4.
  Iske baad Jo Code aapne Copy kiya tha vo Code HTML/Java script box me paste krke Save Par click kar de.




Finally aapki website se Right click disable ho gya hai ab aapki website se koi bhi user content ko copy nhi kar paayega.


I hope aapke Smz me aa gya hoga. Dosto kaisa laga aaj ka humara Article comment krke hume btaye aur share jrur kare.

Thanks For Visit.

Please Don't Enter Any Spam Link In Comment Box

Post a Comment

Please Don't Enter Any Spam Link In Comment Box

Post a Comment (0)

Previous Post Next Post