Hello Friends
Agar aap Computer use krte hai to aapne Recycle bin ka naam to suna hi hoga agar humse koi file galti se delete ho jaati hai to vo file humare computer ke Recycle bin me chali jaati hai jise hum bdi hi aasani se recover kar skte hai.
Lekin Friends hume mobile me asa koi option nhi milta jis se hume use recover krne me bhhut problem aati hai aur Friends aap sabhi jaanten hai ki agar aap se koi file galti se delete ho jaati hai to aapko kitna nuksaan ho skta hai.
Isliye is article ko poora read kare aaj main aapko Mobile me recycle bin install krne ke baare me btaunga.
1. Sbse phle apna Play Store account open kare.
2. Open krne ke Baad Dumpster Name Search Kare aur Dumpster : Recover my Deleted Picture & Video Files App ko download kar le.
3. Download krne ke baad use open kare. open krne ke baad Dumpster app me storage ki permission ko allow kare.
Dumpster app open krne ke baad aapke saamne kuch Samples file show hogi. Agar aap unhe delete krna chahte hai to kar skte hai.
Ab aapka Dumpster App ready hai ab aap apni koi bhi file ko delete krke check kar skte hai.
To dosto kaisa laga aaj ka humara post comment krke hume btaye aur share jrur kare.
Thanks For Visit.
Agar aap Computer use krte hai to aapne Recycle bin ka naam to suna hi hoga agar humse koi file galti se delete ho jaati hai to vo file humare computer ke Recycle bin me chali jaati hai jise hum bdi hi aasani se recover kar skte hai.
Lekin Friends hume mobile me asa koi option nhi milta jis se hume use recover krne me bhhut problem aati hai aur Friends aap sabhi jaanten hai ki agar aap se koi file galti se delete ho jaati hai to aapko kitna nuksaan ho skta hai.
Isliye is article ko poora read kare aaj main aapko Mobile me recycle bin install krne ke baare me btaunga.
Apne Mobile Me Recycle Bin me Install Kaise Kare :-
Niche di huyi Steps follow kare1. Sbse phle apna Play Store account open kare.
2. Open krne ke Baad Dumpster Name Search Kare aur Dumpster : Recover my Deleted Picture & Video Files App ko download kar le.
3. Download krne ke baad use open kare. open krne ke baad Dumpster app me storage ki permission ko allow kare.
Ab aapka Dumpster App ready hai ab aap apni koi bhi file ko delete krke check kar skte hai.
To dosto kaisa laga aaj ka humara post comment krke hume btaye aur share jrur kare.
Thanks For Visit.
Post a Comment
Please Don't Enter Any Spam Link In Comment Box