Hello Friends,
Agar aapka ka koi Business hai ya aap business krne ki soch rhe hai to ye Article aapke liye useful ho skta hai. Aur aap apne business ko increase krna chahte hai to aapke liye ek good news hai. Abhi thode din phle whatsapp Business app india me release huwa hai. aur hum jaaenge ki Whatsapp Business kya hai is par account kaise bnate hai aur iske faayde kya kya hai isliye is article ko poora read kare.
* Busniess Name
* Busniess Address
* Busniess Email Address
* Busniess Website
* Busniess Facebook Page
Step 2. Iske baad Apni country choose kare aur apne Phone Number enter kare & Next par click kar de.
Step 3. Next par click krne ke baad apne Business ka Name Flip kare aur Next par click kar de.
Step 4. Iske baad aapka business account create ho jaayega aur whatsapp ka main page open hoga.
To Dosto Mai Aasha Krta hu ki aaj Ka humara Article "Whatsapp Business Kya hai" pasand aaya hoga agar aapke mann me is article ke liye kuch poochna hai to aap comment se pooch skte hai aur friends Is post ko apne dosto ke saath share kare.
Thanks For Visit.
Agar aapka ka koi Business hai ya aap business krne ki soch rhe hai to ye Article aapke liye useful ho skta hai. Aur aap apne business ko increase krna chahte hai to aapke liye ek good news hai. Abhi thode din phle whatsapp Business app india me release huwa hai. aur hum jaaenge ki Whatsapp Business kya hai is par account kaise bnate hai aur iske faayde kya kya hai isliye is article ko poora read kare.
Whatsapp Busniess Kya Hai Aur Iske Kya Fayde Hai & Account Kaise Banaaye |
Whatsapp Busniess Kya hai :-
Dosto Whatsapp Busniess ek Service hai jiske dwara aap apne Busniess ko increase kar skte hai iske through aap apne clint se direct baat kr skte hai payment, problem ka solution etc kar skte hai. Whatsapp Busniess ek trh ka whatsapp hi hai but isme kuch features add kiye gye hai. bhhut si company Whatsapp Busniess ka use kar rhi hai. aap bhi apne Busniess ke liye Whatsapp Busniess ka use kar skte hai.Whatsapp Busniess Ke Features
1. Greeting Message
Agar aapke Busniess me koi new customer aata hai vo aapko message krta hai to Whatsapp Busniess app hume ek feature deta hai jikse jriye hum apne customer ko Greeting message send kar skte hai jis se aapka aur customer ka contact bna rhe.2. Quick Replies
Whatsapp Busniess me aap Quick rply bhi kar skte hai. Isme jo aapse customer kuch question poochte hai to isme aap kuch replies ko save kar skte hai jis se aapka time save hoga.3. Business Profile
Whatsapp Busniess me aap apne Busniess ki profile bna skte hai. aur unme kya add kar skte hai list niche di huyi hai.* Busniess Name
* Busniess Address
* Busniess Email Address
* Busniess Website
* Busniess Facebook Page
4. Away Message
Whatsapp Busniess me hume Away Message ka feature milta hai isme hum ek Message set kar skte hai jab aap Offline hote to yeh automatic customers ke pas send kar dega.5. Labels
Whatsapp Busniess app me aap labels ka bhi use kar skte hai. is feature se aap customer ke message ko Customize kar skte hai.Whatsapp Busniess Par Apna Account Kaise Bnaye Step By Step
Step 1. Dosto sbse aapko Simply Play store par jaana hoga usme aap Whatsapp Busniess App Search Kare aur install kar le aur ise open kare aur Agree And Continue par click kare.Step 2. Iske baad Apni country choose kare aur apne Phone Number enter kare & Next par click kar de.
Step 3. Next par click krne ke baad apne Business ka Name Flip kare aur Next par click kar de.
Step 4. Iske baad aapka business account create ho jaayega aur whatsapp ka main page open hoga.
Thanks For Visit.
Acha post tha.....
ReplyDeletePost a Comment
Please Don't Enter Any Spam Link In Comment Box