Apne blog Ke liye Sitemap kaise bnaaye - Hindi Me Latest Method 2018

Hello Friends
Aapka Mere Blog par swagat hai. aaj mai aapko blogging se related jaankri dunga. Agar aap blogging krna chahte ho ya aap is field me naye ho  ya aap naya blog bnana chahte or us se earing krna chahte ho to yeh post aapke liye bhhut important hai.

Apne  blog Ke liye Sitemap kaise bnaaye - Full Guide hindi Me 2018

Sitemap Blog/Website ke liye bhhut important hota hai kyoki sitemap aapki website ke baare me google ko btata hai kyoki sitemap me aapke saare posts aur pages ke url hote hai jiske kaarn google unhe index or Crawl easily kar sklta hai. to aaj hum is article me site map kaise bnate hai isliye is post ko poora read kare.

Apne Blog ke Liye Sitemap Kaise Bnaate Hai -


Dosto mai aapko sitemap bnane ke liye ek website ke baare me btaunga jo ek achi website hai us par aap free me sitemap bna skte hai. isme aap 500 pages tak free me bna skte ho ahar aap is se jayada bnana chahte ho to aapko iska pro version le skte ho.

Step 1. Sbse aap aap XML-Sitemaps.com jaaye iske baad apne blog ka URL daale aur Start par click kar de.

Apne  blog Ke liye Sitemap kaise bnaaye - Full Guide hindi Me 2018


Step 2. Start par click krne ke baad ek nyi window open ho jaayegi usme kuch asa bta raha hoga
" Please wait, we are crawling your website"

Apne  blog Ke liye Sitemap kaise bnaaye - Full Guide hindi Me 2018
Step 3. kuch der baad aapka sitemap complete ready ho jaayega. iske baad View sitemap details par click kre .

Apne  blog Ke liye Sitemap kaise bnaaye - Full Guide hindi Me 2018
Is parkar aapka sitemap ban gya hai. is trhh aap sitemap create kar skte ho. ab isko Google Search Console par submit krna pdega. Next post me aapko Sitemap ko Google Search Console me submit krna btaunga.

Dosto kaisa laga aaj ka humara Article comment krke hume bataye. Thanks For Visit.

Please Don't Enter Any Spam Link In Comment Box

Post a Comment

Please Don't Enter Any Spam Link In Comment Box

Post a Comment (0)

Previous Post Next Post