Hello Friends,
Aapka mere bolg Technical card par aapka swagat hai. aaj me aapko asi Process ke baare me btaunga jis se aapka Phone volte to nhi hoga lekin internet band krne ke baad aapke pas call aa jaayegi aap Offline mode me bhi Recieve Call par baat kar paayenge lekin aap Isme Internet access hone par hi call skte hai. Dosto Volte aur LTE me bs itna hi fark hota hai ki LTE mobile me aap Internet access hone par hi call kr paayenge aur VOLTE me aap bina Internet access se hi call kar paayenge to chaliye dosto shuru krte hai.
Dosto aapko me bta Du ki aapka Phone VOLTE nhi hoga isme aapko krna itna hoga ki apne Jio Number ko apne hi mobile ki Dusri Sim me divert krna hoga is se ye hoga ki jo bhi aapke Jio ke Number par call krega vo aapki dusri Sim par call aa jaayega aur aap Offilne Mode me bhi baat kar paayenge.
Step 1. Sbse phle apna Jio4GVoice App ko Open Kare.
Step 2. Open krne ke baad Dial Pad me *401* ke baad jis No. par aap Call divert krna chahte hai vo Number Enter kare aur use Dial Kar de. Niche aap photo me dekh skte hai.

How to convert LTE To VOLTE - (Based Divert Process)
Step 1. Sbse phle apna Jio4GVoice App ko Open Kare.
Step 2. Open krne ke baad Dial Pad me *401* ke baad jis No. par aap Call divert krna chahte hai vo Number Enter kare aur use Dial Kar de. Niche aap photo me dekh skte hai.
Dial Krne ke baad aapka Jio Number dusre phone par divert ho jaayega aur jo bhi aapke Jio Number par call krega to vah phone aapki Dusri Sim par aayega.
Dosto humne Divert to kar liye leki ab aapke mann me yeh Sawal to utth ta hi hoga ki humne dirvert to kar liya lekin hum Ise Disable kaise kre to aaiye jaante hai ki dirvert ko kaise Disable kare.
Step 1. Fir aap apna Jio4GVoice App ko Open Kare.
Step 2. open krne ke baad Dial pad me *402 enter kare aur Dial kare. niche aap photo me dekh skte hai.
Is parkaar aapki Divert call disable ho jaayegi
Dosto ye koi trick nhi hai ki aapka phone Volte ho jaayega Yeh Features hume Jio hi uplabdh krvaata hai aap apne Jio4GVoice app me jaakr dekh skte hai agar aapko Nhi pata kaise dekhte hai niche ki Steps ko follow kare.
1. Sbse phle apna Jio4Gvoice app open kre.
2. fir aap Settings me jaaye.
3. Uske baad Call Forwarding Section par Tap kare.
4. Tap krne ke baad aapko 2 option milenge usme Audio Call aur Video call isme aap Audio Call par click kre
5. Iske baad Always forward option par click kre.
Click krne ke baad aapke saamne Call Divert ko Activate aur Deactivate ki Information aa jaayegi. Niche aap Screenshot me dekh skte hai.
Dosto kaisa Laga aaj ka humaara Post comment krke hume btaaye aur share jrrur kre taaki yeh jaankari sbhi ke pas phhuch sake.
Post a Comment
Please Don't Enter Any Spam Link In Comment Box