Google Drive Kya Hai Aur Apne Photos Ko Google Drive Par Kaise Upload Kare

Hello friends
Dosto aapne Gmail ka naam to suna hi hoga. Gmail ek Google ka hi ek product hai. jisse aap kisi ko bhi E-mail kar skte hai. (jiske pas ek shi gmail address ho.) jisse app koi bhi text message, Images, Documents or any koi file Gmail se message kar skte hai.
Iske alaava Google aapko ek any suvidha deta hai jisse ki aap apni koi bhi Images, Videos Document File or any, ko safe rkhne ke liye online store ki suvidha deta hai jise ham Google Drive ke naam se jaante hai to dosto jaante hai ki Google Drive kya hota hai or iska use kaise kare.


Google Drive kya hai -

Google Drive ka use aap online bhi kar skte hai. jiske liye aapko google ki website par jakar apni Gmail id ko login karna hoga agar aapke pas Gmail Account phle se hi hai to aap Google Drive me Login kar skte hai. lakin agar aapke pas Gmail Account nhi hai to nyi Gmail Account banaane ke lie di gyi link par click kare.

Google Drive ka use kaise kare -


Step 1. sbse phle Google Play Store se Google Drive app ko Download kare.

Step 2. Download karne ke baad aap ise open karte hai to aapke paas niche ki tarph ek plus (+) ka nisaan dikhayi deta hai jis par aapke click karna hai.



Step 3. Click karne ke baad aapke saamne aapki anek Pictures or Videos , Docoments aa jate hai.



Step 4. aap apni kisi bhi Photos ko ya Videos ko Select karke Google Drive par Upload kar skte hai.

Dosto aap isi parkar Apni Photos or Videos ko Lambe smay tak safe rakh skte hai. Google Drive kisi bhi File, Docoments, Photos, Videos ko Safe rakhne ke liye bahut aacha paltfrom hai.

Dosto agar aapko yah post pasand aaya ho to Comment karke hame btaye or Share kare.

Please Don't Enter Any Spam Link In Comment Box

Post a Comment

Please Don't Enter Any Spam Link In Comment Box

Post a Comment (0)

Previous Post Next Post