Hello Friends,
aaj kal android phones ka jamaana hai. aapko har kisi ke pas android smartphone mil jaayega. agar aap bhi android mobile use krte hai to me aapke liye ek trick lekr aaya hu jisme aap ek app ka clone bna kr matlb ek app ke hi 2 Accounts jaise 2 Whatsapp , 2 Facebook , 2 Instagram use kr skte ho to chaliye dosto shuru krte hai.
dosto ye article aap poora pdhe isme aap ko main kaise 1 app ke 2 accounts use krna hai uske baare me btaunga.
Step 1. Dosto sbse phle aapko Playstore se Parrllel Space app download kr le.
Download Parrllel Space
Step 2. Download krne ke baad use open kre aur Start option par click kre.
Step 3. open krne ke baad aapke saamne mobile ke apps khul jaayenge usme se jis app ka clone bnana chahte h (Me wahtsapp ka clone bna rha hu ) us par click kre aur fir Add to parallel space par click kre.
Step 4. click krne ke baad us app ka clone ban jaayega fir aap multiple accounts ke liye use kr skte hai.
Is parkaar aap ek App ke 2 app bna skte hai aur use 2 Accounts ke rup me use kr skte hai
Dosto isme aapko Smart Lock ka option bhi milta hai use start krke aap app ko safe rakh skte hai.
dosto kaisa lagaa aaj ka Artical Comment karke hame btaye or Share kare.

Mobile me Double App kaise Use kre -

Post a Comment
Please Don't Enter Any Spam Link In Comment Box